Computer discription

my education

thanks for open this-

Devloped by MK

what is computer

ye ek tej gati ka electronic yantr hai . jo user se data input ke roop me grhan karta hai aur processing ke baad result ke roop me prastut karta hai.

Data

sabhi sambandhit tathyo ke samuh ko data khete hai. ye tathy (A-Z , 0-9 , symbol-@ ,# ,$ ,%) aadi ho sakte hai.

suchna

vislesit data ke samuh ko suchna kehete hai.
Example - Ram is a good boy.

computer ke two parts hote hai. (1.) - hardware (2.) - software


(1) hardware

Computer ka vo part jiska bhotik astitv sambhav hai .means jis dekha va chua ja sakta hai Example - Monitor

(2) Software

tarkik roop se krambadh kiye gaye programe ke samuh ko software khete hai. ye programe milkar user ki problem ko solve karte hai.
Example - MS Paint

Full form of Computer

C - Calculation
O - Operate
M - Memory
P - Print
U - Update
T - Tabulated
E - Editing
R - Result

Computer language

Computer only binary language samajhta hai.
Example - 1011010

Bit

Binary digit called bit.ye computer ki mapan ikai hai
BiT , Nibble , Byte , Kilobyte(KB) , Megabyte(MB) , Gigabyte(GB) , Terabyte(TB)

1 Nibble = 4 Bit
1 Byte = 8 Bit
1 KB = 1024 Byte
1 MB = 1024 KB
1 GB = 1024 MB
1 TB = 1024 GB




Download PDF




टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें