What is Software

Software kise kehete hai ? aur uske prakaar




Two types of Software

(1)System software   (2)Application software

System Software

Veh software jo computer ke sabhi parts ko activate karte hai system software kahe jate hai.
Example - window
System software ke three parts hote hai. (1) Utility Programe (2) Language translater (3) Operating System

Utility Programe

Ve programe jo system ko configure karne aur maintaince mein kaam aate hai
Example -
  1. backup
  2. Restore
  3. Antivirus

Operating System

yeh system ka programe aur utility programe hota hai . jo computer pe kaam karne vala vatavaran ready karta hai jisse kisi bhi application ke saath user aasani se kaam kar sake . O/S computer ke sabhi kirya kalapo ko control karta hai

Work -
  • Security dena
  • Memory ko manage karna
  • Processing ko manage karna
  • Files ko manage karna
  • Input / Output ko manage karna
O/S ke name -
  • MS DOS
  • Windows
  • Linux
  • Unix
  • Mac
  • Android


MS windows Operating System ke Version -
  • windows 3.1
  • windows 3.11
  • windows 95
  • windows 98
  • windows 2000
  • windows ME
  • windows NT
  • windows XP
  • windows 2003
  • windows vista
  • windows 7
  • windows 8
  • windows 8.1
  • windows 10

Types of operating system

(1) Uniprograming O/S (2) Multiprograming O/S (3) Multiprocessing O/S

Uniprograming O/S

es operating system mein memory mein 1 hi job grahan karta hai aur next job jab tak grahan nahi karta tab 1st job CPU ke duara process hokar computer tak na pahunch jaye.

Multiprograming O/S

es operating system mein memory mein 1 se adhik job grahan karta hai aur unhe ek -ek karke CPU duara process karakar output tak pahunchata hai.
example - MS Windows

Multiprocessing O/S

es operating system mein memory mein 1 se adhik job grahan karta hai aur ek saath ek se adhik job ko CPU duara process karakar output tak pahunchta hai.

Language Translater


Assembler -

yeh assembley language mein likhe programe ko machine language mein badalta hai.

Compiler -

yeh High level language mein likhe programe ko machine language mein badalta hai .lekin poore program ko ek saath badalta hai.

Interpreter -

yeh bhi High level language mein likhe programe ko machine language mein badalta hai .lekin yeh line by line badalta hai.

Application software

Normal product

ve software jo kisi company, sanstha,firm ke karyon ko sampann karne ke uddasya se banaye jate hai .
example - Tally

Standerd product -

yeh software Universal Recognised hote hai. yaani International istar par manyata prapt hote hai.
example - MS Office


DOWNLOAD PDF




टिप्पणियाँ