Blog se paise kaise kamaye ? Best Tips Make Money Blogging tutorial Hindi
Content -
- Blog se paise kaise kamaye ? Best Tips Make Money Blogging tutorial in
Hindi/How make money with blogging & what is blog writing
- Adsense ke liye apply kare
- dusre banner ads lagaye (Other Banner Ads)
- Affiliate Marketing duara (Affiliate networks)
- Ebook likhna aur bechna
- dusro ke Ads aur Link apne website par Advertise kar ke
- Software aur apps
- Sponsored post
Do you want to know How to Make Money Blogging tutorial Hindi for
beginners ?
Do You Know how to earn from blog ?
आज का यह post हमारे Newbie blogger friends के लिए है जो अपनी वेबसाइट ya blog के माध्यम से पैसे कमाना चाहते है. हर कोई new blogger या website admin इस बात ko sochta hai ki kaise uske blog ki popularity badhe aur kab uske blog se use kuch kamaai ho .friends iske liye kaafi mehenat karni padti hai . jaise blog banane ke baad usme google ke Ads lagane ke liye 8 months ka intzaar karna padta hai but aapko kamaai jaroor hoti hai jaise google ke alava koi dusre Ads lagakar iske baare mein ham aapko detail mein batayenge kaise aapke blog ya website se kamaai ho . Agar aap apna blog ya website banana chahate hai ya abhi tak aapne apna blog ya website nahi banaya hai to phele es post ko detail mein padhe - blog ya website kaise banaye ? How to create
a blog or website in Hindi ?
agar aap ek new Blogger hai ! to mein samajhta hoon ki aap sochte honge ki kaise ham ek blog banakar jaldi paise kamaye ? par asliyat mein aisa kuch bhi nahi hai . Blogging se paise kamana cainteen mein cold drink pine jitna easy kaam nahi hai . iske liye time , kadi mehenat aur niyamsheelta ki jaroorat hoti hai . yeh ek seedi ki tarha hota hai jisme aapko ek kadam ke baad doosra kadam uthana padta hai aur jab aap sabse upar pahuch jaate hai to ham uski gadna bhi nahi kar sakte blogging aapko kis had tak safalta dila sakta hai .

Aaj ham aapko 7 jabardast tarike batayenge jo aapko apne Blog se paise kamane mein Help karenge -
#1. Adsense Ads ke liye apply kare
Adsense google ka advertising network hai jo kisi bhi sahi website par Ads
publish karne ki suvidha deta hai . Ads par logo duara click hone par publisher
ko Adsense se Revenue prapt hota hai . Adsense dunia mein sabse jyada Revenue
dene wali company hai . yeh aise website ke liye sahi hai jinki website ka web traffic
bahut jyada hota hai .
Google Adsense ke Ads ko apne website par publish karne ke liye Google Ads ke term aur privacy policy ko padna bahut hi important hai . aisa isliye kyunki bina Google ke terms ko poora kiye kisi bhi website ko Google Adsense se publisher Approvel nahi milta hai . agar aapke website ko Approvel mil jata hai to yeh bhi dhyan dena jaroori hai ki kya aap Ads ko sahi place par apne website par publish kar rahe hai ya nahi . agar aapne apne website par Adsense ke Ads ko unke term condition ke anusaar put nahi kiya to bhi Google Adsense aapke Account ko block kar sakta hai .
Also Read : Adsense Account khole 1 din mein (Best Adsense Guide Hindi)
#2. Doosre Banner vigyapan (Other Banner Ads)
kisi kaaran se agar aapko Adsense se Approvel nahi mil paata hai to aur bhi bahut saare Ads network website hai jo vigyapan ko online prakasit karne ki suvidha deti hai aur bhadia paisa kamaane ka mauka bhi .
Internet par kuch jabardast Alternative jo bahut famous hai Revenue Share karne mein :-

- media.net
- RevenueHits
- BIDVERTISER
- infolinks
- ADVERSAL
- Chitika
- ADEngage
- Kontera
#3 Affiliate Marketing (Affiliate networks)
Agar aapke website ka Traffic bahut jyada hai to paise kamane ke liye Advertising Network
ko na chun kar koi bhi accha Affliate Network chunna hi sahi hoga . kisi bhi
achchi company ke products ko apne website ke madhyam se bikwane ko Affliate marketing khete hai .
aise mein product wali company website Owner ko us Product ke Rate ka kuch
percent commison ke roop mein pradan (pay) karti hai .
aap apne website par kai tarikon se Affliate Ads laga sakte hai jaise apne post ke andar, side bar mein, link ads ke madhyam se aur aap Pop Up Ads ke duara .
#4 Ebook likhna aur Ebook bechna
agar aap ek achche writter hai aur apni books ko bechna chahate hai to apna blog banana ek bahut achcha idea hai . aap chahe to apne website ya blog par apne likhe hue ebook PDF ke roop mein sell kar sakte hai . aap apne blog par dusron ke ebook ko bhi Affiliate Marketing ke madhyam se bhi sell kar sakte hai .
Also Read : How create Blog or website in Hindi ?
#5 dusron ke Ads aur Link apne website par Advertise kar ke
Bahut saare website aise hote hai jinko apne website ke liye Paid Traffic ki aavsayakta hoti aise mein vo un website ki help lete hai jo kuch paise de kar kuch time ke liye unke website ka link ya Banner aapke apne website par put karte hai .
Agar aap apne website ko bahut achcha aur safal bana kar dher sara Traffic apne website par la sakte hai to aap bhi paid Link Ads apne website par laga sakte hai aur paise kamaa sakte hai .
#6 Software aur Apps
Agar aap software banana ya design karna jaante hai to apne website par bech sakte hai . Android Apps, Windows Apps ya kisi dusre Platform ka kyun na ho .
#7 Sponsored Post
log apne blog mein to post likh sakte hai par usme paise kamane mein jyada time lagta hai kyunki Internet par kisi bhi naye website ko Traffic laane ke liye achche keyword wale post ki jaroorat hoti hai aur logo ke jaroorat ke anusaar likhna padta hai .
aise mein jald se paise kamaane ka naya jariya hai dusre website ke liye paid post ya sponserd post likhna . agar aapke website par daily laakho ke paimane mein log visit karte hai to Sponsored post se aap bahut paise kama sakte hai . Sponsered post mein blog ya website ka Admin/Author kisi bhi dusre utpaad ya company ke subject mein apne blog par ek detailed post likhta hai jiske liye us website owner ko phele se hi Amount Paid kiya jaata hai .

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें