thanks for open this-
what is computer
ye ek tej gati ka electronic yantr hai . jo user se data input ke roop me grhan karta hai aur processing ke baad result ke roop me prastut karta hai.Data
sabhi sambandhit tathyo ke samuh ko data khete hai. ye tathy (A-Z , 0-9 , symbol-@ ,# ,$ ,%) aadi ho sakte hai.suchna
vislesit data ke samuh ko suchna kehete hai.Example - Ram is a good boy.
computer ke two parts hote hai. (1.) - hardware (2.) - software
(1) hardware
Computer ka vo part jiska bhotik astitv sambhav hai .means jis dekha va chua ja sakta hai Example - Monitor(2) Software
tarkik roop se krambadh kiye gaye programe ke samuh ko software khete hai. ye programe milkar user ki problem ko solve karte hai.Example - MS Paint
Full form of Computer
C - CalculationO - Operate
M - Memory
P - Print
U - Update
T - Tabulated
E - Editing
R - Result
Computer language
Computer only binary language samajhta hai.Example - 1011010
Bit
Binary digit called bit.ye computer ki mapan ikai haiBiT , Nibble , Byte , Kilobyte(KB) , Megabyte(MB) , Gigabyte(GB) , Terabyte(TB)
hey friends kaisi lagi meri post mujhe jaroor likhe
जवाब देंहटाएं